Deewani Mastani....Bajirao Mastani



nabhatoon aali apsara
ashi sundara
saaz sazpuna
aali aali aali aali aali..
kesa maathi maalala gajra
lokanchya najara
theel tichyauvar
aali aali..


duniya chi pyaari tu
aaga naari harnigey
aaga raani sundaraa ha ha..
aali ho aali


nazar jo teri laagi main diwaani ho gayi
diwaani haan diwaani deewani ho gayi
mash’hoor mere ishq ki kahaani ho gayi
jo jag ne na maani to maine bhi Thaani
kahaan thi main dekho kahaan chali aayi
kehte hain ye deewaani mastaani ho gayi


mash’hoor mere ishq ki kahaani ho gayi
jo jag ne na maani to maine bhi Thaani
kahaan thi main dekho kahaan chali aayi
kehte hain ye deewaani mastaani ho gayi
diwaani haan diwaani deewani ho gayi


zakham aisa tune lagaya
deewani, deewani, deewani, deewani ho gayi
marham aisa tune lagaya
ruhaani, ruhaani, ruhaani, ruhaani ho gayi
pehchaan mere ishq ki ab to
ravaani, ravani, rawaani, rawani ho gayi


ho.. mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi
kehte hain ye deewani mastani ho gayi
haan deewani, haan deewani, deewani ho gayi
mash'hoor mere ishq ki kahani ho gayi
jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
kahaan thi main dekho kahaan chali aayi

kehte hain ye deewani mastani ho gayi
deewani haan deewani, deewani ho gayi

sab noor noor sa bikhra hai
ek tu hi khayaalon mein utra hai
bas jhoom jhoom jhoom jhoom jaata hai dil
tu mastaani hai..
tu deewani hai..
paakeezah hasti hai teri
tu noorani hai..

No comments:

Post a Comment